Sunday, August 2, 2015

Raastey...

ये रास्ते भी अजीब से होते हैं...
किसी को महबूबा से मिलाते हैं...
तो किसी को महफ़िल तक ले जाते हैं....
किसी को अपने घर तक तो....
किसी को अपनी मंज़िल तक ले जाते हैं....

कभी सोचता हूँ मैं ऐसा...
की ये रास्ते तो वही है..
पर राहगीर बदल जाता है....
पर असल में राहगीर भी वही है...
पर हालात बदल जाते है....

रास्ते तो बस हालातो को देखते रहते है..
कभी हँसते तो कभी रोते वक़्त को देखते हैं...
कभी ज़िन्दगी की रफ्तार तो कभी ख़ामोशी देखते हैं...
कभी युवा की मस्ती तो कभी किसी के आंसू देखते है...

चलो रास्तो से भी कुछ सीखते हैं..
बदलते हालातो में भी चलना सीखते हैं...
लोगो को मंजिल तक पहुचना सीखते हैं...
लोगों को थोडा हसाना भी सीखते हैं...
चलो रास्तो से भी कुछ सीखते हैं....

Saturday, April 11, 2015

તારી આંખો નો સથવારો....
મારા જીવન નો સહારો
તારી વાતો નો ભણકારો...
મારા દિવસો નો સહારો

હું કહું છુ કે દૂર છુ તારા થી...
હું કહું છુ  કે મજબૂર છુ મારા થી 
પણ તારી વાતો તો છે મારી પાસે
તો ક્યાં દૂર છુ  તારા થી.,,

તું જ છે મારા માં.
હું જ ચુ તારા માં...
જુદા તો આપડે થયા જ નથી....
કારણ કે હજી શ્વાસ છે મારા માં...

તું છે મારી સામે।.
હું છુ તારી સામે 
બન્ને આંખો નો સથવારો।...
આ જીવન નો સહારો।.........
 

Monday, March 30, 2015

તારી સાથે જયારે ચાલતો હતો..
જીવન નો કાંટો પણ ચાલતો હતો...
તારા કદમ ની એક અહટ થી...
મન ની ઠાધક પામતો હતો...
તારી સાથે જયારે ચાલતો હતો..

એ કહું છુ કે જયારે તારી સાથે ચાલતો હતો...
અને તારી વાતો ને સંભાળતો હતો...
જીવન ના હલોડા માણતો હતો....
અને જીંદગી ના ગમો ઉડાડતો હતો...

તારી મોટ્ટી આંખો માં...
હું ભાવી સપનાઓ જોતો હતો...
તારા કળા કેશ માં...
સવાર સાંજ નો મેળ આવતો હતો..

એ સખી આ સૌ તો હું જાણતો હતો...
તો એ તને સરખું માનતો નતો....
આવા દિવસો એ જોવાના હશે....
એ તો હું સહેજ એ

એ સખી એ સૌ તો મેં જાણ્યું ની.....
સારા સાથ નું સુખ મેં માણયુ નહિ...
આજે ભૂખ્યા ની જેમ રખડું છુ...

મળતું તું જયારે આપડે જામ્યું નહિ....



Saturday, March 28, 2015

Bas ki khidki...

Baitha hooa main bus ki kidaki per..
Man hi man kuch soch raha tha..
Dooba hooa tha khyalon main yu..
aapa man hi khojj raha tha....

Maine aapne dil se pucha...
kaise jiya jaay haste hooe.
logo ko hasaate hooe..
Mast maula bankar ghumte hooe..

Dil mera thoda jawan....
Cheekh kar bola e mere dost...
Pyar kar aur pyar baant.....
bas jivan me ye hi gaanth bandh....

Tere man me cahe othe lahre....
dil ka sagar ho tufano se labalab....
ek baar nanhi si koshish kar....
thoda muskura dekh muskurate hooe lab....

tu sochta hai ki tujhe hi hai...
is duniya ke saare kasth....
has kar to dekh samne ki aur....
sabhi hai yahan matargasht.....

jaisa hai ye pagal man tera...
waise hi hai saara jag...
hasta hooa dekhega tu ....
to hasta hi payega sab...
Na jaane kyu jindagi aaise mod dikhati hai...
kuch pane ke liye aapno se door le jaati hai...
parindey bhi to aaisi hi zindagi heete hain...
daane ki talash me daal daal phirtey hain...

                     

Sunday, December 14, 2014

chalo aaj  phir kalam ootha leta hoon..
thoda aur likh leta hoon...
Kalam per lagi  dhool thodi zhad leta hon..
2 shabd hi sahi  per likh leta hoon..

arsa hooa dil ki baat kahe hooe..
bada samay laga phir khud ke pass aaye hooe..
dil ke andar na jaane  kab se jhaka nahi...
mahino se kuch likha nahi...

aaj  phir ek koshish karta hoon..
pet ki gudgudahat ko alfazo me dhalta hoon..
bhavnao ko  shabdo me bunta hoon..
chalo aaj kuch  likhta  hon...
........

kuch  likhne baitha saalon  ke baad...
laddoo phoota man me ye sochne ke baad...
khush main aaj bada...
bhula sab main itana khush hone ke baad....

Maf kardo mere pathako....
na likha kuch is baar..
vada hai aapse pakka agali baar..
likhunga  aapne dil  ki baat....  

               

Sunday, November 17, 2013

Sachin Tussi Great Ho....

Kadi Dopahar me T shirt pahan  kar...
Haath me  balla aur gend  liye...
Chala Main sadak ke kinare...
Sachin Banne ka  khwab  liye..

pichali baar ka Cycle ka Tyre bacha rakha hai...
Paas pade patthar ko Ped ke neeche chupa rakha hai...
jyada tappe wali  gend haath me  liye...
khud  ko galli cricket ka Sachin maan kar rakha hai......

bhale na ho koi squre drive...
na ho koi sweep shot ki jagah...
na ho  sir per helmet pairo me pad...
per Sachin  hai  humare chokko chakko ki  wajah...

dhool se poore nhare hooe....
To kabhi  Paseene me  nahaye hooe...
Kabhi ghutne hooe khoon  se lathpath..
to kabhi kohniya sadko per bichae  hooe...
Sachin Banna cahte hain...
Aankhon me sapne sajaye hooe.....

kabhi ek run  ke liye maha youdh..
to  kabhi boundry  ke liye  chota sa ganit...
kabhi  aapna hi  koi umpire bane
to aaj  match jeet lenge ye man ki ganit....

lo humne cricket chhoda  to...
bhagwan bhi cricket se rooth  gaya....
pitch ko  aakhri  salam kar ..
wo  aapne ghar ko laut gaya....

Sachin ko  dekh kar humne balla oothaya...
Sachin  ko  dekh kar humne gend oothai..
Sachin  ko  dekh humne cricket khela....
aab Sachin nahi to  kahe ka khela.....

kya  pata aab kabhi  cricket khel payenge.....
Sachin  ke  kitne  hooe ye sawal puch payenge.....
Sachin  hai  na is khushi  me wickets ki chinta nahi thi,,,
kya aab  iis sukoon se match dekh payenge...

Doston ye sawal aache hain ki  kya aab cricket  me hume koi interest rahega???
kyon nahi....kya Ram aur krishna ke jaane ke baad humne pooja chhod di??
Paigambar ke jaane ke baad  kya humne azane gana chhod di??
to Sachin  ki bhaki hum aage  bhi cricket dekh kar aur mauka mile tak khel k ar karenge......

Jai  Sachin.... Jai Cricket.....


સપનાંઓ